Armaan Malik -Kyun Rabba Lyrics | Badla
Kyun Rabba Lyrics by Armaan Malik is an Indian song released on 19 February of 2019. Kyun Rabba Song Lyrics is from the film 'Badla'. This movie is featuring by Tony Luke, Amitabh Bachchan and Taapsee Pannu. The Lyrics of the song is written by Kumar and music is given by Sourav Roy and Armaan Malik.
Kyun Rabba Song Details
Song Name - Kyun Rabba
Singer - Armaan Malik
Album - Badla
Lyrics - Kumar
Music - Sourav Roy and Armaan Malik
Released - 19 February 2020
Kyun Rabba Lyrics
Dil hanste hanste ro pada
Dard aansuon mein hai badha
Dil hanste hanste ro pada
Dard aansuon mein hai badha
Tooti sabse yaari
Main toh zindagi se haari
Gayi saanson ko dukha ke kahan pe ye hawa
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Todeya ve
Todeya ve
Dhadkano ne
Todeya ve
Khud ka wajood kho gaya
Saaya bhi paraya ho gaya
Dekha hai tujhko kahin pe
Bole mera aaina
Khud ka wajood kho gaya
Saaya bhi paraya ho gaya
Dekha hai tujhko kahin pe
Bole mera aaina
Khudko na pehchaanu
Pata khud ka na jaanu
Jaaun main kahan pe
Dikhe na raasta
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Dil ka naseeb tha bura
Jo socha tha woh na hua
Door se jo laga samandar
Tha woh manzar ret ka
Dil ka naseeb tha bura
Jo socha tha woh na hua
Door se jo laga samandar
Tha woh manzar ret ka
Dhokha de gayi taqdeerein
Jhoothi nikli laqeerein
Karun kispe yaqeen samajh mein aaye na
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Kyun Rabba iss qadar todeya ve
Ki ik tukda na chhodeya
Dhadakne ke liye dhadkano mein
Kuch na bacha
Related Post

0 Comments